Saturday, 15 June 2013

Khushiyon ne pukara hai

Zindagi ko khushiyon ne pukara hai,
sada muskurao aap ye sandesha humara hai,
phool khilte rahe jeevan me aapke,
kaanto k liye daman humara hai.
Zindgi ki asli udaan abhi baki hai,
apne iradon ka imthan abhi baki hai,
abhi to naapi hai mutthi bhar zamin aage abhi sara asman baki hai..!