Saturday 28 June 2014

Phul bankar muskarana zindgi


Phul bankar muskarana zindgi,,
Muskurake ghum bhulana zindagi,
Jeet kr koi khush ho toh kya hua,
haar kr khushiya manana bhi zindagi…!!

Aj fir teri yaad aaye barish ko dekh kar,
Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar,
Roye is qadar teri yaad me,
Ke barish bi thum gayi meri barish dekh kar.;)



Pyar to jindgi ka afsana he,
eska apna hi ek tarana he,
pata he ki sabko milege sirf aansu,
par na jane duniya me har koi kyo iska diwana he?